Kitne Bhi Tu Kar Le Sitam Lyrics

"Kitne Bhi Tu Kar Le Sitam" lyrics from Sanam Teri Kasam sung by asha bhosle and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by gulshan bawra (gulshan kumar mehta)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kitne Bhi Tu Kar Le Sitam Lyrics


Aa aa aaa
Kitne bhi tu kar le sitam
Hans hans ke sahenge ham
Ho kitne bhi tu kar le sitam
Hans hans ke sahenge ham
Ye pyaar na hoga kam
Sanam teri kasam
Sanam teri kasam
Sanam teri kasam
Kitne bhi tu kar le sitam
Hans hans ke sahenge ham
Ye pyaar na hoga kam
Sanam teri kasam
Ho sanam teri kasam haa aa
Sanam teri kasam

Maana ke khata meri hai
Par itni saza na de tu
Le painyya padoon tere sajna
Ab to galey laga le tu
Ho maana ke khata meri hai
Par itni saza na de tu
Le painyya padoon tere sajna
Ab to galey laga le tu
Tere dam pe hai mera dam
Sanam teri kasam
Aa haa
Sanam teri kasam
Ho sanam teri kasam

Aise hi roothh ke mujhse
Ab aur kahaan jaayega
Aahon mein asar hoga to
Tu laut ke phir aayegaa
Aise hi roothh ke mujhse
Ab aur kahaan jaayega
Aahon mein asar hoga to
Tu laut ke phir aayegaa
Arre tu hai to kya hai gham
Sanam teri kasam aa haa
Sanam teri kasam haa aa aa
Sanam teri kasam
Kitne bhi tu kar le sitam
Hans hans ke sahenge ham
Kitne bhi tu kar le sitam
Hans hans ke sahenge ham
Ye pyaar na hoga kam
Sanam teri kasam
Sanam teri kasam haa aa aa
Sanam teri kasam laa aa aa
Laa laa laa lalala
Lalalalaaa aa lalalala
Lalalalala lalala.

More songs lyrics from Sanam Teri Kasam.