Kitna Suhana Woh Din Hoga Lyrics

"Kitna Suhana Woh Din Hoga" lyrics from Duniya Kya Jane sung by asha bhosle and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):

Kitna Suhana Woh Din Hoga Lyrics


Kitna suhana woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho me aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga

Kaho mere masum
Khwabo ki tum
Kisi roz tabir ban jaoge
Kaho mere masum
Khwabo ki tum
Kisi roz tabir ban jaoge
Kitna ha ha kitna suhana
Woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga

Sunungi jab awaz sahnayi ki
Main chup chup ek
Dekhungi barat ko
Sunungi jab awaz sahnayi ki
Main chup chup ek
Dekhungi barat ko
Jo aayengi lekar
Mere meet ko
Gale se lagalungi
Us raat ko
Kitna ha ha kitna
Suhana woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga

Idhar sej kaliyo
Se hogi bhari
Udhar phul sahre
Ke mahke hue
Ulat doge tum aake
Ghunghat mera
To jhuka jayenge
Naina bahke hue
Kitna ha ha kitna suhana
Woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana wo din hoga.

More songs lyrics from Duniya Kya Jane.