Kiska Khayal Kaun Si Lyrics
"Kiska Khayal Kaun Si" lyrics from Kiska Khayal Kyon sung by mahesh chander and music directed by mahesh chander and composed by mahesh chander and lyrics written by mahesh chander
Kiska Khayal Kaun Si Lyrics
Kiska khayal kaun si
Manzil nazar mein rahe
Kiska khayal kaun si
Manzil nazar mein rahe
Sadiyaan guzar gayi ke
Zamana safar mein hai
Kiska khayal kaun si
Har ashq raaze ishq
Hai jo chasme talme hai
Har ashq raaze ishq
Hai jo chasme talme hai
Aye dil sambhal ke baat
Abhi ghar ki ghar mein hai
Aye dil sambhal ke baat
Abhi ghar ki ghar mein hai
Sadiyaan guzar gayi ke
Zamana safar mein hai
Kiska khayal kaun si
Socha thaa tumse door
Nikal jaayenge kahin
Nikal jaayenge kahin
Jaayenge kahin
Dekha to har makaam
Teri reh guzar mein hai
Dekha to har makaam
Teri reh guzar mein hai
Kiska khayal kaun si manzil
Kaari garnasher se puchhe koi jigal
Kaari garnasher se puchhe koi jigal
Sab kuchh to hai magar
Ye kami kyun asar mein hai
Sadiyaan guzar gayi ke
Zamana safar mein hai
Kiska khayal kaun si
Manzil nazar mein rahe
Kiska khayal kaun si.
More songs lyrics from Kiska Khayal Kyon.