Kisi Nazar Ko Tera Lyrics

"Kisi Nazar Ko Tera" lyrics from Aitbaar sung by asha bhosle, bhupinder singh and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by hasan kamal

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kisi Nazar Ko Tera Lyrics


Kisi nazar ko teraa
Intazaar aaj bhi hain
Kisi nazar ko teraa
Intazaar aaj bhi hain
Kahaa ho tum ke
Ye dil bekaraar aaj bhi hain
Kisi nazar ko teraa
Intazaar aaj bhi hain

Wo waadiyaa wo fijaayen ke
Hum mile the jahaan
Wo waadiyaa wo fijaayen ke
Hum mile the jahaan
Meri wafaa kaa wahi
Par majaar aaj bhi hain
Kisi nazar ko teraa
Intazaar aaj bhi hain

Na jaane dekh ke kyooun ko
Ye huaa ehsaas
Na jaane dekh ke kyooun ko
Ye huaa ehsaas
Ke mere dil pe unhe
Ikhtiyaar aaj bhi hain
Kisi nazar ko teraa
Intazaar aaj bhi hain

Wo pyaar jis ke liye
Humane chhod di duniyaan
Wo pyaar jis ke liye
Humane chhod di duniyaan
Wafaa ki raah mein ghaayal
Wo pyaar aaj bhi hain
Wo pyaar jis ke liye
Humane chhod di duniyaan

Yakin nahin hain magar
Aaj bhi ye lagataa hain
Yakin nahin hain magar
Aaj bhi ye lagataa hain
Meri talaash mein shaayad
Bahaar aaj bhi hain
Kisi nazar ko teraa
Intazaar aaj bhi hain

Na poonch kitne mohabbat ki
Zakhm kaaye hain
Na poonch kitne mohabbat ki
Zakhm kaaye hain
Ke jinko soch ke din
So gavaar aaj bhi hain
Woh pyaar jis ke liye
Humne chhod dhi dhuniya
Wafa ke raahame gaayal
Wo pyaar aaj bhi hain

Kisi nazar ko tera
Intezaar aaj bhi hain
Kaha ho tum ke ye
Dil beyqaraar aaj bhi hain
Kisi nazar ko tera
Intezaar aaj bhi hain

Zindagi kya koi nissar kare
Kisse dhuniya mein koi pyaar kare
Apna saaya bhi apna dhushman hain
Kaun ab kiska aitbaar kare
Aitbaar kare.

More songs lyrics from Aitbaar.