Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Lyrics

"Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai" lyrics from Dulhan Ek Raat Ki sung by mohammed rafi and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by raja mehdi ali khan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Lyrics


Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Hai jis ki ye shay
Wo aake pehchane
Nahi to ise le jaye ge begane
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Khushbu hai is me
Gore gore hatho ki mashaallah
Khushbu hai is me
Gore gore hatho ki mashaallah
Mahak hai is me
Kali kali julafo ki vallah vallah
Jaldi aaja tu jaha hai
Haye madam tu kaha hai
Kaha hai, kaha hai, kaha hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Chikani chikani in ki wo
Koi guddiya hogi
Chikani chikani in ki wo
Koi guddiya hogi
Ya fir tute danto wali gudiya hogi
Apne darsan ab karana
Ho raha hu mai deewana
Deewana, deewana, deewana
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Jiski ye shay hai
Uska pata mai kaise janu
Jiski ye shay hai
Uska pata mai kaise janu
Arey itni badi duniya me
Usko kaise dhundu
Log aaye wo na aayi
De raha hu mai duhayi
Duhayi, duhayi, duhayi
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Hai jis ki ye shay
Wo aake pehchane
Nahi to ise le jaye ge begane
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh.

More songs lyrics from Dulhan Ek Raat Ki.