Kisi Ka Dard Chupaana Lyrics

"Kisi Ka Dard Chupaana" lyrics from Badli Teri Nazar sung by ustad rais khan

Singer(s):

Kisi Ka Dard Chupaana Lyrics


Kisi ka dard chupaana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard chupaana
Koi mazaak nahin
Ghame hayaat uthana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard

Ye mere ashq nahin hai
Lahun ki boonde hain
Ye mere ashq nahin hai
Lahun ki boonde hain
Ye mere ashq nahin hai
Lahun ki boonde hain
In aansu o ka bahana
Koi mazaak nahin
In aansu o ka bahana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard

Jalaa ke apne nashemann
Ko khud hi hasta hun
Jalaa ke apne nashemann
Ko khud hi hasta hun
Jalaa ke apne nashemann
Ko khud hi hasta hun
Mazaak khud ka udaa
Koi mazaak nahin
Mazaak khud ka udaa
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard

Sharaab peeta hain har
Reend paarsaa lekin
Sharaab peeta hain har
Reend paarsaa lekin
Sharaab peeta hain har
Reend paarsaa lekin
Nazar se peena peelana
Koi mazaak nahin
Nazar se peena peelana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard chupaana
Koi mazaak nahin
Ghame hayaat uthana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard.

More songs lyrics from Badli Teri Nazar.