Kisi Din Uth Gaya Lyrics

"Kisi Din Uth Gaya" lyrics from Jyoti Bane Jwala sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Kisi Din Uth Gaya Lyrics


Are ja kisi din kisi din
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi

Tune dekhi prem najariya
Tune dekhi prem najariya
Ab gussa bhi dekh sawariya
Main to girungi ban ke bijuriya
Main to girungi ban ke bijuriya
Jara hone to de
Jara hone to de j
Ara hone to de barsat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi

Der se aana jaldi jana
Der se aana jaldi jana
Roz banana ek bahana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui yahi baat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi.

More songs lyrics from Jyoti Bane Jwala.