Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi Lyrics

"Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi" lyrics from Phir Bewafaai sung by agam kumar nigam and music directed by nikhil, vinay and composed by nikhil, vinay and lyrics written by prashant vasl

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi Lyrics


Kisi aur ke naam ki mehndi
Hathon mein na apna bharna
Kisi aur ke naam ki mehndi
Hathon mein na apna bharna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna

Kisi aur ke naam ki mehndi
Hathon mein na apna bharna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna

Tum to shayaad jeelo mere bin hoo
Jeena paunga main tere bin
Tum to shayaad jeelo mere bin hoo
Jeena paunga main tere bin
Lejaye jo tumko chheen kar hoo
Kash kabhi aaye na aisa din
Tumse bichhad ke aur
Kisi ka ho na sakungaa
Jis main tumhara pyaar
Hai woh dil kisko mai dungaa
Hona na judaa kabhi mujhse
Jeena dushvaar na karnaa
Hona na judaa kabhi mujhse
Jeena dushvaar na karnaa
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna

Hathon ko na mere chhoda na hoo
Dekho mera dil na todana
Hathon ko na mere chhoda na hoo
Dekho mera dil na todana
Mar jaunga ho kar main judaa hoo
Tumko kasam hai mooh na modna
Tum ho meri meri hi
Rahogi keh bhi donaa
Aur kisi ki tum naa
Banogi keh bhi donaa
Koi joothi kasam naa khana
Jootha naa ikraar na karna
Koi joothi kasam naa khana
Jootha naa ikraar na karna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna

Kisi aur ke naam ki mehndi
Hathon mein na apna bharna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri
Kabhi kisi aur se pyaar na karna.

More songs lyrics from Phir Bewafaai.