Kis Naam Se Tujhko Yaad Karon Lyrics

"Kis Naam Se Tujhko Yaad Karon" lyrics from Uttar Dakshin sung by mohammed aziz and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Kis Naam Se Tujhko Yaad Karon Lyrics


Haste haste kyaa hua
Kyun mujh ko rona aa gaya
Yaad bachpan ka koi
Tuta khilauna aa gaya

Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Main tujhase nafarat karta hoon
Main tujhase nafarat karta hoon
Lekin tujhse hi pyaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain

Tu shaad rahen abaad rahen
Tu shaad rahen abaad rahen
Lekin ye tujhako yaad rahen
Yaadon ko dil se bhula dena
Asan bhi hain dushwar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain

Tum insaaf bhi hain tu katin hain
Tum insaaf bhi hain tu katin hain
Lekin kuch kahena mushkil bhi hain
Teri chalak nigaho mein
Teri chalak nigaho mein
Izhaar bhi hain inkaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain

Ye sunkar main hairaan hua
Ye sunkar main hairaan hua
Saman hua insaan hua
Har cheez jaha bikati hain
Saher mein woh bazar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain

Main tujhase nafarat karta hoon
Main tujhase nafarat karta hoon
Lekin tujhse hi pyaar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hain
Yaad karon yaad karon..

More songs lyrics from Uttar Dakshin.