Khwab Lyrics

"Khwab" lyrics from Junoon sung by junoon (band) and music directed by junoon (band) and composed by junoon (band) and lyrics written by salman ahmad

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Khwab Lyrics


Door jo aaj hain
Yaad aate toh hain
Khwab adhoore sahi
Khwab sahare toh hain

Aaj bhi meri eahain rokti hain
Yaadein teri daman
Khaenchti hain
Bhool chuke hain jo humain
Yaad aate to hain
Sadyon ke faasle
Aaj hain darmiaan
Ho jain magar jitni bhi doorian

Aap jahaan bhi rahain
Aap humary to hain
Khwab adhoore sahi
Khwab sahare to hain
Jaane phir kab milain
Tere mere raaste
Aas toote nahin
Yaad itna rahe
Raat dhalnee to hain
Aane ujale to hain

Aaj bhi meri eahain rokti hain
Yaadein teri daman khaenchti hain
Bhool chuke hain jo humain
Yaad aate to hain
Sadyon ke faasle
Aaj hain darmiaan
Ho jain magar jitni bhi doorian.

More songs lyrics from Junoon.