Khushiyon Ka Din Aaya Lyrics

"Khushiyon Ka Din Aaya" lyrics from Lady Of The Lake sung by sudha malhotra and music directed by suresh talwar and composed by suresh talwar and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Khushiyon Ka Din Aaya Lyrics


Khushiyon ka din aaya
Sapne sanwaar ke
Kaliyon ke hothon pe hain
Geet bahaar ke
Kehne lagaa aaj mera dil ye pukaar ke
Kya teri umar ho laakh baras ki
Zindagi hansti ho
Aankhon mein masti ho
Laakh baras ki umar ho

Chaand sitaare tera roop sajaayen
Hansti bahaaren sadaa rang lutaayen
Ho ooo ooo ooo ooo
Ho ooo ooo ooo ooo hooo. . .
Chaand sitaare tera roop sajaayen
Hansti bahaaren sadaa rang lutaayen
Taraane pyaar ke
Naye sansaar ke
Hamesha tu gaaye re
Khushiyon ka din aaya
Sapne sanwaar ke
Kaliyon ke honthon pe hain
Geet bahaar ke
Haan kehne lagaa aaj
Mera dil ye pukaar ke kya
Teri umar ho laakh baras ki
Zindagi hansti ho
Aankhon mein masti ho
Laakh baras ki umar ho

Ho na khazaana tera khushiyon se khaali
Roz manaaye tu ye hansti diwaali
Ho ooo ooo ooo ooo
Ho ooo ooo ooo ooo hooo. . .
Ho na khazaana tera khushiyon se khaali
Roz manaaye tu ye hansti diwaali
Umangon se bharaa
Janam din ye tera
Laut ke phir aaye re
Khushiyon ka din aaya
Sapne sanwaar ke
Kaliyon ke honthon pe hain
Geet bahaar ke
Haan kehne lagaa aaj
Mera dil ye pukaar ke
Kya teri umar ho laakh baras ki
Zindagi hansti ho
Aankhon mein masti ho
Laakh baras ki umar ho.

More songs lyrics from Lady Of The Lake.