Khushi Ka Zamaana Gaya Lyrics

"Khushi Ka Zamaana Gaya" lyrics from Chhoti Bhabbi sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by qamar jalalabadi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Khushi Ka Zamaana Gaya Lyrics


Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Jisne hamen juda kiya
Qismat uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Ek hai nishaani teri
Yaad uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ek hai majboori meri
Farz uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya.

More songs lyrics from Chhoti Bhabbi.