Khushi Ka Rang Lyrics

"Khushi Ka Rang" lyrics from Saazish sung by abhijeet bhattacharya, kavita krishnamurthy and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by hasrat jaipuri, indeevar (shyamalal babu rai), israr ansari, vinoo mahendra

Music Director(s):
Composer(s):

Khushi Ka Rang Lyrics


Khushi ka rang chhaya hai
Yaha koi apna aaya hai
Khushi ka rang chhaya hai
Yaha koi apna aaya hai
Kisi ki ho kisi se hai pyar
Kasam se mera hai bas tu
Tu bas tu tu
Dil mein hai bas tu
Khushi ka rang chhaya hai

Maine teri aankhon se sapna dekha
Padhle apne hatho mein meri rekha
Tu jab na tha aati rahi teri khusbu
Ha teri khusbu
Maine teri aankhon se sapna dekha
Padhle apne hatho mein meri rekha
Tu jab na tha aati rahi teri khusbu
Ha teri khusbu bhini bhini
Tu bas tu tu
Dil mein hai bas tu
Khushi ka rang chhaya hai

Do gul khile to yu laga
Sara chaman khil gaya
Vanwas main du ram ka
Uska bharat mil gaya
Sabko khushi to bat di
Par khud ghamo mein pala
Dekhi jo yeh teri khushi
To humko sab kuch mila
Jiyo yuhi jiyo
My son god bless you
Tu bas tu tu
Dil mein hai bas tu
Khushi ka rang chhaya hai

Maine to kitabo mein kya kya padha
Koi nahi hai bhaiya tumse bada
Aisa tere hai pyar mein kaisa jadu
Ha kaisa jadu
Maine to kitabo mein kya kya padha
Koi nahi hai bhaiya tumse bada
Aisa tere hai pyar mein kaisa jadu
Dekhe koi dil mein hai bas tu
Tu bas tu tu
Dil mein hai bas tu
Khushi ka rang chhaya hai
Yaha koi apna aaya hai
Khushi ka rang chhaya hai
Yaha koi apna aaya hai
Kisi ki ho kisi se pyar
Kasam se mera hai bas tu
Tu bas tu tu
Dil mein hai bas tu
And we welcome you
Dil mein hai bas tu
And we welcome you.

More songs lyrics from Saazish.