Khushbu Gunche Talaash Karti Hai Lyrics

"Khushbu Gunche Talaash Karti Hai" lyrics from Visaal sung by ustad ghulam ali and music directed by ustad ghulam ali and composed by ustad ghulam ali and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Khushbu Gunche Talaash Karti Hai Lyrics


Khushbu gunche talaash karti hai
Khushbu gunche talaash karti hai
Bite rishte talaash karti hai
Khushbu gunche talaash karti hai

Jab guzarti hai us gali se saba
Jab guzarti hai us gali se saba
Jab guzarti hai us gali se saba
Khat ke purze talaash karti hai
Khat ke purze talaash karti hai
Bite rishte talaash karti hai
Khushbu gunche talaash karti hai

Apne maaji ki justaju me bahaar
Apne maaji ki justaju me bahaar
Apne maaji ki justaju me bahaar
Pile patte talaash karti hai
Pile patte talaash karti hai
Bite rishte talaash karti hai
Khushbu gunche talaash karti hai

Ek ummid baar baar aa kar
Ek ummid baar baar aa kar
Ek ummid baar baar aa kar
Apne tukde talaash karti hai
Apne tukde talaash karti hai
Bite rishte talaash karti hai
Khushbu gunche talaash karti hai.

More songs lyrics from Visaal.