Khusbu Shabnam Kiran Ujaale Lyrics

"Khusbu Shabnam Kiran Ujaale" lyrics from Khwab Tumhare sung by ashok khosla and music directed by ashok khosla and composed by ashok khosla and lyrics written by jalees rashid

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Khusbu Shabnam Kiran Ujaale Lyrics


Teri aankhein meri pooja
Teri sada hai ajaan
Tan mann mandir se lage
Jab aaye tera dhyaan
Jab aaye tera dhyaan

Khusbu shabnam kiran ujaale
Socha karta hoon
Khusbu shabnam kiran ujaale
Socha karta hoon
Main raato mein khwab tumhare
Dekha karta hoon
Khusbu shabnam kiran ujaale
Socha karta hoon

Tere hath ki khusboo se har
Lafz mehekta hai
Tere hath ki khusboo se har
Lafz mehekta hai
Tere hath ki khusboo se har
Lafz mehekta hai
Main tere khat ko aankhon se
Chuma karta hoon
Main tere khat ko aankhon se
Chuma karta hoon
Main raato mein khwab tumhare
Dekha karta hoon
Khusbu shabnam kiran ujaale
Socha karta hoon

Kab tak yunhi bhatkegi
Suni aankhon ki pyaas
Kab tak yunhi bhatkegi
Suni aankhon ki pyaas
Kab tak yunhi bhatkegi
Suni aankhon ki pyaas
Uss chehare ko har chehare mein
Dhundha karta hoon
Uss chehare ko har chehare mein
Dhundha karta hoon
Main raato mein khwab tumhare
Dekha karta hoon
Khusbu shabnam kiran ujaale
Socha karta hoon

Bhule se woh chhule mujhe to
Kyaa ho mera haal
Bhule se woh chhule mujhe to
Kyaa ho mera haal
Bhule se woh chhule mujhe to
Kyaa ho mera haal
Raashid jisko soch ke
Aksar mehka karta hoon
Raashid jisko soch ke
Aksar mehka karta hoon
Main raato mein khwab tumhare
Dekha karta hoon
Khusbu shabnam kiran ujaale
Socha karta hoon
Khusbu shabnam kiran ujaale
Socha karta hoon.

More songs lyrics from Khwab Tumhare.