Khullam Khulla Pyaar Karen (Title) Lyrics

"Khullam Khulla Pyaar Karen (Title)" lyrics from Khullam Khulla Pyaar Karen sung by jolly mukherjee, sunidhi chauhan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Khullam Khulla Pyaar Karen (Title) Lyrics


Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Oh tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Duniya se hum
Kyun darre
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare

Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Oh tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Duniya se hum kyun darre
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare

Aankhon mein teri
Aankhon ka nasha
Baaton mein tere
Baaton ka nasha
Haai aankhon mein
Teri aankhon ka nasha
Oh baaton mein tere
Baaton ka nasha

Tere ishq ne mujhko maara
Samjhoon main tera ishaara
Kyun milke aahen bhare
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen

Maine wo suna tune jo kaha
Achha na lage ab yeh faasla
Oh maine wo suna tune jo kaha
Achha na lage ab yeh faasla
Mera husn hai aashiqaana
Mera ishq bhi hai deewana
Kyun milke tanha jale
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen

Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Duniya se hum kyun darre
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen.

More songs lyrics from Khullam Khulla Pyaar Karen.