Khuda Khair Lyrics

"Khuda Khair" lyrics from Main Aur Mr. Riight sung by shibani kashyap and music directed by bappi lahiri and composed by shibani kashyap and lyrics written by shibani kashyap

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Khuda Khair Lyrics


Na tumne kuchh kahaan
Na humne kuchh suna
Zara si der hi
Chala yeh silsila

Na tumne kuchh kahaan
Na humne kuchh suna
Zara si der hi
Chala yeh silsila
Rukhsat ka waqt aa gaya

Na tumne kuchh kahaan
Na humne kuchh suna
Zara si der hi
Chala yeh silsila
Rukhsat ka waqt aa gaya
Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair

Ye khwaab tha
Yaa kuchh aur tha
Jo bhi tha na tera
Tha na mera tha
Ye khwaab tha yaa
Kuchh aur tha
Jo bhi tha na tera
Tha na mera tha
Ek bojh tha jo utar gaya
Kuchh bhi kar saa gaya
Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair

Ye rang tha yaa bas
Tu mere sang tha
Jo bhi tha na jaane
Kahaan ghoom gaya
Ye rang tha yaa bas
Tu mere sang tha
Jo bhi tha na jaane
Kahaan ghoom gaya
Jo waqt tha woh guzar gaya
Jaane kahaan kab kidhar gaya
Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair

Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair
Khuda khair khuda khair.

More songs lyrics from Main Aur Mr. Riight.