Kho Diye Hain Sanam Lyrics

"Kho Diye Hain Sanam" lyrics from Teri Talash Mein sung by asha bhosle and music directed by jagmohan bakshi, sapan sengupta and composed by jagmohan bakshi, sapan sengupta and lyrics written by prem warbartani

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Kho Diye Hain Sanam Lyrics


Aajaa re aajaa re
Aa jaa aa jaaa aa jaaa

Kho diye, hain sanam
Teri talaash mein
Pichhle kayee janam
Kho diye, hain sanam
Teri talaash mein
Pichhle kayee janam
Aajaa re aajaa re
Aajaa aajaa aajaa

Is dil ko dard kee
Woh aag toone dee
Sadiyon se ye chitaa
Jalkar nahin bujhee
Jalkar nahin bujhee
Kho diye, hain sanam
Teri talaash mein
Pichhle kayee janam
Aajaa re aajaa re
Aajaa aajaaa aajaaa

Aankhon se ashq-e-gham
Sookhe nahin abhi
Aajaa ke baant len
Shiqwe giley sabhi
Shiqwe giley sabhi
Kho diye, hain sanam
Teri talaash mein
Pichhle kayee janam
Aajaa re aajaa re
Aajaa aajaaa aajaaa

Tere liye milaa
Ye aakhri janam
Mumkin kahaan milen
Phir iske baad hum
Phir iske baad hum
Kho diye, hain sanam
Teri talaash mein
Pichhle kayee janam
Aajaa re aajaa re
Aajaa aajaaa aajaaa.

More songs lyrics from Teri Talash Mein.