Khamakha Lyrics

"Khamakha" lyrics from Aana Dobara sung by avadhoot gupte and music directed by jatin sharma and composed by jatin sharma

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Khamakha Lyrics


Khamakha pedo ka gujarna
Khamakha raaston ka chalna
Kya hain yunhi kahin girna
Girke phir se sambhalna
Kya hain dil mein laankhon sawalon ka jalna
Dil ki mere khata yeh toh nahin
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyar jatate hai kaise jaana
Dil ki mere khata yeh toh nahin
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna

Gawa hai yeh asmaan gawa hai hawa
Kisiko na chaha kabhi tumhare siwa
Gawa hai yeh asmaan gawa hai hawa
Kisiko na chaha kabhi tumhare siwa
Kyun hain phir yeh tanhaiya
Kaisi yeh saza
Dil ki mere khata yeh toh nahin
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke darr jatate hai kaise jaana

Kya hai jugnuon ka chamakna
Raat aate shaamon ka dhalna
Patjhado mein phoolon ka khilna
Aankhon ki salakhon ka dam kya hain
Dil ki mere khata yeh toh nahin
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyar jatate hai kaise jaana
Dil ki mere khata yeh toh nahin
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyar jatate hai kaise jaana
Dil ki mere khata yeh toh nahin
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna.

More songs lyrics from Aana Dobara.