Khabaram Raseeda (Episode 2) Lyrics

"Khabaram Raseeda (Episode 2)" lyrics from Coke Studio Pakistan – Season 5 sung by abu mohammad, fareed ayaz

Singer(s):

Khabaram Raseeda (Episode 2) Lyrics


Woh
Woh aate hain
Woh aainge
Aur woh aane ko hain
Woh aae
Khabaram raseedah imshab
Khabaram raseedah imshab kih nigaar khaahi aamad
Sar-i man fida-i raahe kih sawaar khaahi aamad
Rang o bu
Rang o bu husn o jawaani men hai ‘aalam sarshaar
Us ke aane ki khabar kaun o makaan se aai
Khabaram raseedah imshab
Khabaram raseedah imshab kih nigaar khaahi aamad
Sar-i man fida-i raahe kih sawaar khaahi aamad
Bah labam raseedah jaanambah la
Bam raseedah jaanam to biya kih zindah maanam
Ab to aaja

Aaja
Ab to aaja ba-khuda
Paas koi ghair naheen
Ik teri yaad hai
Ik teri yaad hai aur gosha-i tanhaai hai
Bah labam raseedah jaanam
To biya kih zindah maanam
Pas az-aan kih man na-maanam ba-chih kaar khaahi aamad
Kashishe
Kashishe kih ishq daarad
Kashishe kih ‘ishq daarad naguzaaradat badeensaan
Bah janaazah gar niyaai bah mazaar khaaahi aamad
Hamah aahooaan-i sahra
Tamaam jangal ke hiran apne sar tere qadmon men bichhaae hue khare hain
Hamah aahooaan-i sahra sar-i khud nihaadah bar kaf
Bah umeed-i aan-kih roze bah shikaar khaahi aamad
Tamaam jangal ke hiran apna sar pesh kiye hue hain
Is umeed par kih kabhi tu shikaar ke liye aae aur unhen shikaar kare
Phir woh kehte hain

Na-shawad naseeb-i dushman
Na-shawad naseeb-i dushman kih shawad halaak-i teghat
Khuda na kare koi dushman tere haath se maara jaae
Sar-i dostaan salaamat
Are ham bhi to hain jaan dene waalon men
Sar-i dostaan salaamat kih to khanjar aazmaai
Hamah aahooaan-i sahra sar-i khud nihaadah bar kaf
Bah umeed-i aan-kih roze bah shikaar khaahi aamad
Bah yak aamadan
Bah yak aamadan ruboodi dil o deen o sabr-i khusrau
Tera ik baar ka aana aur mera dil, jaan aur eemaan ka chale jaana
Bah yak aamadan ruboodi dil o deen o sabr-i khusrau
Chih shawad agar badeensaan do sih baar khaahi aamad
Khabaram raseedah imshab.

More songs lyrics from Coke Studio Pakistan – Season 5.