Khabar Kar Do Lyrics

"Khabar Kar Do" lyrics from Baarish sung by sadhana sargam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by trilok singh komal

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Khabar Kar Do Lyrics


Badan pe boond baarish ki
Mann mein pyar ki baarish
Ye mausam hain jo meri jaan
Phir laya na jaayega
Khabar kar do khabar kar do
Khabar kar do zamane ko
Bhig jaane ka mausam hain
Khabar kar do zamane ko
Bhig jaane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain
Khabar kar do zamane ko
Bhig jaane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain

Pyase hoth pyasa
Jism puchhe hain zamane se
Ye kaisi pyas hain bujhti nahinn hain
Jo bujhane se
Pyase hoth pyasa
Jism puchhe hain zamane se
Ye kaisi pyas hain bujhti nahinn hain
Jo bujhane se
Juba khulti nahin kud hee
Khul jaane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain

Mita de fasle aapas mein
Hisse dar ban jaaye
Koi sima agar hai pyar ki to
Paar kar jaaye
Mita de fasle aapas mein
Hisse dar ban jaaye
Koi sima agar hai pyar ki to
Paar kar jaaye
Ke khud ko lut lene
Aur lut jaane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain

Bhatakta hain adhura pyar teri
Justazoo ban kar
Koi chara nahin bake raha
Ab mere chara agar
Bhatakta hain adhura pyar teri
Justazoo ban kar
Koi chara nahin bake raha
Ab mere chara agar
Duniya ki teri nazro se
Chhup jaane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain
Takallup chho do ab to
Kareeb aane ka mausam hain
Bhig jaane ka mausam hain
Kareeb aane ka mausam hain
Bhig jaane ka mausam hain
Kareeb aane ka mausam hain.

More songs lyrics from Baarish.