Kesaria Kesaria Lyrics

"Kesaria Kesaria" lyrics from Trapped In Tradition: Rivaaz sung by reeg dev and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kesaria Kesaria Lyrics


Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja

Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Nain mere neer bahaaye
Aa bhi jaa harjaayi

Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Nain mere neer bahaaye
Aa bhi jaa harjaayi

Birhaa ye raatein
Kaise hi kaatein
Tere bina sajana
Mujhe tadpaaye
Teri woh baatein
Kaise kahoon sajana
Dekhu teri raahin
Baahon ko mein felaaye
Dekhu teri raahin
Baahon ko mein felaaye
Nain mere neer bahaaye
Aa bhi jaa harjaayi

Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Nain mere neer bahaaye
Aa bhi jaa harjaayi

Sooni hai baharein
Veeran nazaarein
Tere bin sajana
Tu jo juda hai
Zindagi khafa hai
Bairi hai zamana
Kaisi ye aag lagayi
Dasti hai ye tanhaai
Kaisi ye aag lagayi
Dasti hai ye tanhaai
Nain mere neer bahaaye
Aa bhi jaa harjaayi

Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kesaria kesaria mora
Balmaa ghar aaja
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Kaahe thi rushwayi
Mein dard na ye seh paayi
Nain mere neer bahaaye
Aa bhi jaa harjaayi.

More songs lyrics from Trapped In Tradition: Rivaaz.