Kehta Hai Kabutar Lyrics

"Kehta Hai Kabutar" lyrics from Bewafaa sung by asha bhosle, shaan and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kehta Hai Kabutar Lyrics


Kehta hai kabutar kya
Koyi toh hai chakkar ha
Udd udd ke khabar har
Kisiko bhej raha hai
Kehta hai kabutar kya
Koyi toh hai chakkar
Kehta hai kabutar kya
Koyi toh hai chakkar
Udd udd ke khabar har
Kisiko bhej raha hai
Yeh ishk ki duniya
Kamal hai mistar
Yeh ishk ki duniya
Kamal hai mistar
Isme toh koyi pas
Koyi fail raha hain
Kehta hai kabutar
Koyi toh hai chakkar
Udd udd ke khabar har
Kisiko bhej raha hai
Yeh ishk ki duniya
Kamal hai mister
Iasme toh koyi pas
Toh koyi fail raha hain

Piya miya
Too much confusion darling
Yeh rishto ki confusion hi
Toh society hai darling
Tats society hi society

Teri sadi kaa yeh palla
Sarak naa jaye kahi
Bada deewana hain yeh
Dil dhadak naa jaye kahi
Meri sadi kaa yeh palla
Sarak naa jaye kahi
Bada deewana hain yeh
Dil dhadak naa jaye kahi
Palat ke dekh meri jan
Hain tera dhyan kidhar
Jara bach bachake bachake
Koyi dhoka hai idhar
Ek chehra laga hain
Har chehre ke upar
Ek chehra laga hain
Har chehre ke upar
Chhoop chhoop ke yaha
Har kisika mel raha hai
Kehta hai kabutar kya
Koyi toh hai chakkar
Udd udd ke khabar
Har kisiko bhej raha hai

Kahi pe nigahe kahi pe nishana
Kyu samjhe har aashiq
Duniya ko deewana
Yeh toh wakt hi batayega
Kabutari achchha
Ke kaun sayana aur
Kise hoga pachhtana
Kisine jit li baji
Toh ki har gaya
Mili jo aankh toh aankho
Se koyi mar gaya
Maine bhi dekh li baji
Koyi toh har gaya
Mili jo aankh toh
Aankho se koyi mar gaya
Badi katil hai yeh rate
Mera jalta hai jiya
Kahi khul jaye
Naa apni bat piya
Bedard hai duniya
Badnami kaa hai darr
Bedard hai duniya
Badnami kaa hai darr
Ghut ghut ke har koyi
Kisiko jhel raha hai
Kehta hai kabutar
Kya koyi toh hai chakkar
Udd udd ke khabar
Har kisiko bhej raha hai
Yeh ishk ki duniya
Kamal hai mister
Yeh ishk ki duniya
Kamal hai mister
Iasme toh koyi pas
Koyi fail raha hain
Yahu o o o o.

More songs lyrics from Bewafaa.