Kehne Pe Ghar Main Aaya Lyrics

"Kehne Pe Ghar Main Aaya" lyrics from Teen Chehre sung by mohammed rafi, usha mangeshkar and music directed by shyamji ghanshyamji and composed by shyamji ghanshyamji and lyrics written by sajan dehlvi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kehne Pe Ghar Main Aaya Lyrics


Kehne pe ghar main aaya ek baat kahunga
Zulfon ka teri jaane wafa rat kahunga
Kehne pe ghar main aaya ek baat kahunga
Zulfon ka teri jaane wafa rat kahunga
Kehne pe ghar main aaya ek baat kahunga

Kehne pe ghar main aayi ek baat kahungi
Teri ada ko pyar ki teri ada
Teri ada ko pyar ki saugat kahungi
Kehne pe ghar main aayi ek baat kahungi

Dil se lagale soniye sharmana chhod de
Dil se lagale soniye sharmana chhod de
Mausam yeh keh raha hai ke itrana chhod de
Yeh baat kahunga kabhi ho
Yeh baat kahunga kabhi wo baat kahunga
Kehne pe ghar main aaya ek baat kahunga

Kitna hai zurm rashte pe ladki ko chhedna
Kitna hai zurm rashte pe ladki ko chhedna
Daman pakad ke khichna daman na chodna
Hatho mein tera hath hai ho
Hatho mein tera hath hai main sath kahungi
Kehne pe ghar main aaya ek baat kahunga

Raho pe aise chal na jawani uchhal ke
Raho pe aise chal na jawani uchhal ke
Sine pe apne dal tu aanchal sambhal ke
Dono ke mil gaye hai
Ha ha dono ke mil gaye hai
Khayalat kahunga
Kehne pe ghar main aaya ek bat kahunga

Nas nas mein bas gaya hai
Tera pyar kya karu
Nas nas mein bas gaya hai
Tera pyar kya karu
Itni hu bekarar mere yara kya karu
Tu din ko agar raat kahe ho
Tu din ko agar raat kahe raat kahungi
Kehne pe ghar main aayi ek baat kahungi
Teri ada ko pyar ki teri ada
Teri ada ko pyar ki saugat kahungi
Kehne pe ghar main aaya ek baat kahunga
Zulfon ka teri jaane wafa rat kahunga
Kehne pe ghar main aaya ek baat kahunga
Ek baat kahunga
Ek baat kahungi haye ek baat kahunga
Ho ek baat kahungi.

More songs lyrics from Teen Chehre.