Keh Raha Mera Dil Lyrics

"Keh Raha Mera Dil" lyrics from Kabul Express sung by raghav sachar and music directed by raghav sachar and composed by raghav sachar and lyrics written by aditya dhar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Keh Raha Mera Dil Lyrics


Khoi khoi zindagaani
Khoi saaanson ke rawaani
Tanhai ke darmiyan
Jane kahan khoya insaaan
Yeh mein manzil ka
Khoya mukaaam
Hai merei raah ka
Khoya pyaam

Keh rahaa mera dil jo
Dard mmein chup gaye woh
Jane kahan
Dundta mein phir raha
Yeh khoya jahan
Keh rahaa mera dil jo
Dard mmein chup gaye woh
Jane kahan
Dundta mein phir raha
Yeh khoya jahan
Hai kahan

Rangisho ki kahani
Khoye kisso ki zubaani
Koi adhuri dastaan
Jane kahan
Khoya insaan

Yeh meri zindagi ka khoya nishaaaan
Yeh meri bandagi ka khoya armaaaan

Keh rahaa mera dil jo
Dard mmein chup gaye woh
Jane kahan
Dundta mein phir raha
Yeh khoya jahan

Keh rahaa mera dil jo
Dard mmein chup gaye woh
Jane kahan
Dundta mein phir raha
Yeh khoya jahan
Hai kahan.

More songs lyrics from Kabul Express.