Kavita Naam Hai Gyan Ka Lyrics

"Kavita Naam Hai Gyan Ka" lyrics from Kavi sung by mohammed rafi, talat mahmood and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):

Kavita Naam Hai Gyan Ka Lyrics


Kavita naam hai gyan ka ise
Likhne wale gyani
Unka beta bane kavi
Ye hai uski nadani dhor caharane
Wale bhasah ke ras ko kya jane
Aise kavi to kala akshar bhais
Barabar maane

Aise kavi duboye lutiya
Kavita likhne walo ki
Aise kavi duboye lutiya
Kavita likhne walo ki
Nai kalpana gai bhad me
Dhum machi naksalo ki
Dhor chalane walo ki
Gyan prabhu ki dain hai
Nahi kisi ki ye jahgir

Jag ko budhi daine wala dekhe na
Garib amir ramayan se badh kar acha
Or nahi koi naik uske likhne
Wale daku walmiki ko dekh
Jat pat na puche koi kavita
Likhne walo ki
Jat pat na puche koi kavita
Likhne walo ki mehail chod
Bani ye dasi bojh uthane gwalo ki
Kavita likhne walo ki

Pada kavi hai kahi ka to ek
Bat bata jagat me pehle pehail pehla
Chan kisne likha sawal itna bada hai
Jawab chota sa jagat vo chand hai
Jagdish ne ise ikha

Pada kavi hai kahi ka to ek
Bat bata jagat mein pehle pehail pehla
Chan kisne likha sawal itna bada hai
Jawab chota sa jagat vo chand hai
Jagdish ne ise ikha banaya jisne ye
Sansar uska rup hai kya kisi ne aaj
Talak usko ankh se dekha
Hawa nazar nahi aati hawa
Ka rup hai jo kuch nazar me hai
Parmatma ka rup to hai

Hai muh chota or bat badi
Zara jawab do hai din bada ya
Rat badi bhla ye puchi
Hai tumne kaha ki bat badi
Kabhi ke din hai bade or kabhi
Ki rat badi tumhari bat mein
Kavita ka ras nahi aya jawab
Mane jo socha tha wo nahi aya
Hai muh chota or bat badi
Hai din garib dhanwan ki hai
Rat badi .

More songs lyrics from Kavi.