Kaushalya Main Teri Lyrics

"Kaushalya Main Teri" lyrics from Eeshwar sung by kavita krishnamurthy, nitin mukesh chand mathur and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anjaan

Lyricist(s):

Kaushalya Main Teri Lyrics


La li la lila li la li

Kaushalya main teri tu mera raam
Teri yashoda main tu mera shaam
Kaushalya main teri tu mera raam
Teri yashoda main tu mera shaam
Mera yeh tan hain ayodya teri
Mann mera hain vrindaavan tra dhaam
Kaushalya main teri tu mera raam
Teri yashoda main tu mera shaam
La li la lila li la li

Baadal se chhalaki hain woh boond tu
Jo sip mein dhalake moti bane
Baadal se chhalaki hain woh boond tu
Jo sip mein dhalake moti bane
Woh bhor ki pehali laali hain jo
Banake kiran jag ki jyoti bane
Tujhase mila mujhako jeevan naya
Jeevan yeh mara hain abb tere naam.

More songs lyrics from Eeshwar.