Kaun Kisko Janta Hai Lyrics

"Kaun Kisko Janta Hai" lyrics from Akarshan sung by ajit singh and music directed by ajit singh and composed by ajit singh and lyrics written by rajesh johri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kaun Kisko Janta Hai Lyrics


Kaun kisko jaanata hai in dino
Faasla hi faasala hai in dino
Woh ki jo khud jaat se anjuman
Kya akela ho gaya hai in dino
Manzilon ki justaju mein jindagi
Raasta hi raasta hai in dino

Kabhi kabhi yun bhi hota hai
Ji bharke dil yeh rota hai
Bhulegi na tu mujhe
Bhulunga na main tujhe
Dil ko deewaana kar loon
Jag se begaana kar loon
Tune sheesha tod diya
Doraahe pe chhod diya

Chaaha tujhe bhula doon main
Jalata diya bujha doon main
Jhute hai yeh rishte dil ke
Jaan abb yeh tujhase milake

Thehari thehari lagati hai duniya
Main rou toh hasati hai duniya
Tikha hai khushiyon ka mela
Kitana hai yeh dil akela
Dil ko deewana kar loon
Jag se begana kar loon
Tune sheesha tod diya
Doraahe pe chhod diya

Aankhon se jo aansu bahenge
Mere ghum ki baatein kahenge
Aisa hoga yeh kya pata tha
Manzil ghum thi khoya rasta tha
Kaise dil ko aaye sukoon
Gaate gaate kahaan main ruku
Gaate gaate kahaan main ruku.

More songs lyrics from Akarshan.