Kaun Jeevan Mein Lyrics
"Kaun Jeevan Mein" lyrics from Hamara Sansar sung by zohrabai ambalewali and music directed by govind ram and composed by govind ram and lyrics written by ramesh gupta
Kaun Jeevan Mein Lyrics
Kaun jeevan mein
Mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein
Mere samaye ja raha hai
Kaun mann pe
Mere chhaye ja raha hai
Kaun jeevan mein
Mere samaye ja raha hai
Kaun barakha ki
Kali kali raat mein
Kaun barakha ki
Kali kali raat mein
Ban ke saya chal
Raha hai sath mein
Ban ke saya chal
Raha hai sath mein
Kaun dipak ban ke
Rah dikhala raha hai
Kaun jeevan mein
Mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein
Mere samaye ja raha hai
Koyi sathi naa tha
Koyi mit naa tha
Koyi sathi naa tha
Koyi mit naa tha
Mere suni vina mein
Koyi geet naa tha
Mere suni vina mein
Koyi geet naa tha
Kaun mithe suro se
Yeh gaye ja raha hai
Kaun mithe suro se
Yeh gaye ja raha hai
Kaun mann ko mere
Lubhaye ja raha hai
Kaun mann ko mere
Lubhaye ja raha hai
Kaun jeevan mein
Mere samaye ja raha hai
Kaun jeevan mein
Mere samaye ja raha hai.
More songs lyrics from Hamara Sansar.