Kathin Ho Gaya Lyrics

"Kathin Ho Gaya" lyrics from Sanam sung by ramesh mishra and music directed by ramesh mishra and composed by ramesh mishra and lyrics written by ramesh mishra

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kathin Ho Gaya Lyrics


Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar
Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar
Usne kiya jab ishara
Dil ye raha na hamara
Naajuk hain woh jaise kali
Sharma gayi hawa jo chali
Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar
Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar

Kitani haseen uski adda
Mujhko nahi thaa patta
Aankhon se usne jo baate jo ki
Sabko patta chal gaya
Kitani haseen uski adda
Mujhko nahi thaa patta
Aankhon se usne jo baate jo ki
Sabko patta chal gaya
Uski addane ye kyaa kar diya
Nigahon se kaisa ye jaadu kiya
Deewana mujhe kar diya
Kyaa khana ab kyaa hain peena
Kyaa khana ab kyaa hain peena
Dil ko nahi ab karaar
Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar

Maine kabhi socha nahi
Hoga kyaa uske bin
Dhadkan badhi neende gayi
Sukh chain mera chheena
Maine kabhi socha nahi
Hoga kyaa uske bin
Dhadkan badhi neende gayi
Sukh chain mera chheena
Suno mujhko raato mein hota hain kyaa
Karta hoon baate akela to kyaa
Paagal mujhe kar diya
Uske bina bhi kyaa jeena
Uske bina bhi kyaa jeena
Nahi uske bina bahaar
Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar

Usne kiya jab ishara
Dil ye raha na hamara
Naajuk hain woh jaise kali
Sharma gayi hawa jo chali
Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar
Kathin ho gaya ab to jeena
Jab se huaa mujh ko pyaar.

More songs lyrics from Sanam.