Katha Suno Siya Lyrics

"Katha Suno Siya" lyrics from Yeh Kaisa Insaf sung by hemlata (lata bhatt) and music directed by ravindra jain and composed by ravindra jain and lyrics written by ravindra jain

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Katha Suno Siya Lyrics


Katha suno siya
Swaymvar ki suno suno
Katha suno siya swaymvar ki
Janaknandini mithilavasini
Janaknandini
Janaki or dasrath priyawar ki
Katha suno siya
Swaymvar ki suno suno
Katha suno siya swaymvar ki

Jore nagar nagar ke bhup bhi
Veer baldhari veer baldhari
Par ram lakhan sa
Ek na tha baldhari
Shri ram lakhan sa
Ek na tha baldhari
Ho ek jhalak me man se sita
Ha ek jhalak me man se sita
Ho gayi raghuwar ki
Katha suno siya swaymvar ki suno
Suno katha suno siya swaymvar ki

Aplak dekhe siya ram
Ko ektak ram siya ko
Aplak dekhe siya ram
Ko ektak ram siya ko
Man bole mohe kar de
Arpan apne pranpriya ko
Sare narip jab hare
Sare narip jab hare
Tab guruwar ki agya lekar
Raghuwar dhanush ki or padhare
Pal bhar me shiv dhanush
Diya tod sita se nata liya jod
Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani
Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani
Ram vijaya sawar ki
Katha suno siya swaymvar ki suno
Suno katha siya swaymvar ki

Le war mala badi wah devi war
Liye raghuwar parm sanehi
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ho nabh se dev suman barsaye
Ho nabh se dev suman barsaye
Parjan purjan sab harsaye
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ram siyaram siyaram jai jai ram

Ram ko rup siya ko sarup
Saprem lage sab log niharan
Log niharan
Bal jawan or vridh chale siya ram ke
Paw pakharan paw pakharan
Jap jape or dhayn dhare se ho
Det na darsan jo bhaw taran
Soravnath kripa karke nij
Aye siya ki mang sawaran
Soravnath kripa karke nij
Aye siya ki mang sawaran
Adhbhut sobha jaye nivarni
Adhbhut sobha jaye nivarni
Milan manohar ki
Katha suno siya swaymvar ki suno
Suno katha suno siya swaymvar ki.

More songs lyrics from Yeh Kaisa Insaf.