Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics

"Kashmir Ki Kali Hoon Main" lyrics from Junglee sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics


Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na milungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Rangat meri baharo mein
Dil ki aag chanaro mein
Kuch to hum se baat karo
In behki gulzaro mein
Kuch to hum se baat karo
In behki gulzaro mein

Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyaar hai
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa hum ko pyaar hai
Yehi ada ko katil hai
Jisne humko mara hai
Yehi ada ko katil hai
Jisne humko mara hai

Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Are kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gai too phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi.

More songs lyrics from Junglee.