Karwaan Yaadon Ke Lyrics

"Karwaan Yaadon Ke" lyrics from Mehak sung by chetan shashital, usha khanna and music directed by usha khanna and composed by usha khanna

Music Director(s):
Composer(s):

Karwaan Yaadon Ke Lyrics


Karwaan
Karwaan yaadon ke
Umeed ke samaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan
Karwaan yaadon ke
Umeed ke samaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan

Dard ki raat hain
Yeh yeh raat guzar jayegi
Meri aankhon ki
Yeh barsaat guzar jayegi
Bewafa
Bewafa rehnede
Mujhe par koi ehsaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan

Mere saathi mera gham hain
Meri tanhaai hain
Teri furkat mein bhi
Jeene ki kasam khaayi hain
Ab sitam
Ab sitam koi naya
Mujh par meherbaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan

Dard ki raat hain
Yeh yeh raat guzar jayegi
Meri aankhon ki
Yeh barsaat guzar jayegi
Bewafa
Bewafa rehnede
Mujhe par koi ehsaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan
Karwaan yaadon ke
Umeed ke samaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan..karwaan..

More songs lyrics from Mehak.