Karna Padta Hai (Title) Lyrics

"Karna Padta Hai (Title)" lyrics from Karna Padta Hai sung by devang patel and music directed by devang patel and composed by devang patel and lyrics written by devang patel

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Karna Padta Hai (Title) Lyrics


Karna padta hai, karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai to karna padta hai
Mere bhai karna padta hai, karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai to karna padta hai

Maana ki aalu vadda acha lagta hai
Maana ki aalu vadda acha lagta hai
Par roj roj khane mein wo to kadva lagta hai
Par roj roj khane mein wo to kadva lagta hai

Isi tarah rakhna padta hai, rakhna padta hai
Biwi ke alawa 2-3 setting rakhna padta hai
Mere bhai karna padta hai, karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai to karna padta hai

Maana ki kaam ka tension lena padta hai
Maana ki kaam ka tension lena padta hai
Par tension se bhi toh relax hona padta hai
Par tension se bhi toh relax hona padta hai

Issi liye peena padta hai, peena padta hai
Sham dhalte hi beer, whisky peena padta hai
Mere bhai karna padta hai, karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai to karna padta hai

Maana apna thobda na bura lagta hai
Maana apna thobda na bura lagta hai
Par video dekhne wala saala
Kuch dekhna mangta hai
Par video dekhne wala saala
Kuch dekhna mangta hai

Issi liye nachna padta hai, nachana padta hai
Latke mein ye hot ladkiyan dikhana padta hai
Mere bhai karna padta hai, karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai to karna padta hai
Karna padta hai, karna padta hai
Iss duniya mein jeena hai to karna padta hai.

More songs lyrics from Karna Padta Hai.