Karle Nadan Pyar Lyrics

"Karle Nadan Pyar" lyrics from Meharbani sung by shamshad begum and music directed by hafiz khan and composed by hafiz khan and lyrics written by khawar zaman

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Karle Nadan Pyar Lyrics


O kar le nadan pyar na kar inkaar
Jawaani beeti jaaye
O kar le nadan pyar na kar inkaar
Jawaani beeti jaaye
Teri jawaani tera zamana
Hoye tera zamana
Teri jawaani tera zamana
Hoye tera zamana
Loot kale armaano ka khazana
Loot kale armaano ka khazana
Sunle meri baat na man na haath
Jawaani beeti jaaye
Sunle meri baat na man na haath
Jawaani beeti jaaye
O kar le nadan pyar na kar inkaar
Jawaani beeti jaaye hoye

Daal na kal par aaj ki baate
Haaye aaj ki baatein
Daal na kal par aaj ki baate
Hoye aaj ki baatein
Jaake na phir aayegi ye raate
Jaake na phir aayegi ye raate
Kehna mera maan le
Kar le nadan jawaani beeti jaaye
Kehna mera maan le
Kar le nadan jawaani beeti jaaye
O kar le nadan pyar na kar inkaar
Jawaani beeti jaaye hoye

Teri meri ek kahaani hoye ek kahaani
Teri meri ek kahaani hoye ek kahaani
Tu mera raja main teri raani
Tu mera raja main teri raani
Kar le izhaar pehen le taaz
Jawaani beeti jaa
Kar le izhaar pehen le taaz
Jawaani beeti jaa
O kar le nadan pyar na kar inkaar
Jawaani beeti jaaye hoye
O kar le nadan pyar na kar inkaar
Jawaani beeti jaaye hoye.

More songs lyrics from Meharbani.