Kandhe Kaanwar Laike Lyrics

"Kandhe Kaanwar Laike" lyrics from Baba Taraknath sung by aarti mukherji, anuradha paudwal, bhupinder singh and music directed by neeta sen and composed by neeta sen and lyrics written by ramchandra baryanji dwivedi (kavi pradeep)

Music Director(s):
Composer(s):

Kandhe Kaanwar Laike Lyrics


Kandhe kawad leke
Tar ke ishawr chali
Sati jai baba bole
Bhagya me kya hai likha
Jannna chahe ye tar ke ishwar
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Chali sati japte japte
Baba ki katha
Bukh pyas bhuli hai
Ye bhuli hai vishram
Chali sati lete lete
Baba ji ka nam
Iska man hai nishpap
Or tan hai nishpap
Rakhna iski aan
Baba rakhna iski
Aaj pati ka kalyan
Iske jiwan ka hai wart
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam

Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam

Aandhi tufa barkha jhele
Sati aage aage chale
Aaye nahi koi batha
Man me baba baba bole
Rakhna iski aan baba rakhna iski
Aaj pati ka kalyan
Iske jiwan ka hai wart
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam

Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam

Rakhna iski aan baba
Rakhna iski
Aaj pati ka kalyan
Iske jiwan ka hai wart
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam

Kata bindha rakt jhadiya
Tu bhi par kar sati par kiye jaye
Kata bindha rakt jhadiya
Bilkul bhi na karti aaram
Pati ke pran biksha mang
Chali ram aaj tarak ishwar dham
Vishawsi is nari me tu
Hath apna dharo
Jo bhala bujho baba wahi tum karo
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bhola baba par laga
Tarishul dhari shakti jaga
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam
Bam bam tarak bam
Bhole bam tarak bam

Tu pathar ho ya pran
Tum ho ya nahi iska do parman
Aaj teri pariksha bhagwan
Tu pathar ho ya pran
Tum ho ya nahi iska do parman
Aaj teri pariksha bhagwan

Tumne parbhu ki thi raksha
Savitri or ahilya ki
Sankat bela sadi dekar
Daropdi ki laz rakhi
Tumne parbhu ki thi raksha
Savitri or ahilya ki
Sankat bela sadi dekar
Daropdi ki laz rakhi
Aaj meri bari tum
Pathar kyu hue pashan
Tu pathar ho ya pran
Tum ho ya nahi iska do parman
Aaj teri pariksha bhagwan

Dekhu tum jito na ki haro
Mere mathe ka
Sindur kaise mita paoge
Dekhu tum jito na ki haro
Mere mathe ka
Sindur kaise mita paoge
Fodo mere hath ki chudi
Sahas tumhara dekho
Begunah ki amar katha
Kya bhul gaye sambhu
Fodo mere hath ki chudi
Sahas tumhara dekho
Begunah ki amar katha
Kya bhul gaye sambhu
Dekhu mai aaj tumne mera
Kya kiya vidhan
Tu pathar ho ya pran
Tum ho ya nahi iska do parman
Aaj teri pariksha bhagwan

Jo tumne rawan
Ka vinash kiya tha
Aaj kaha utar do
Jo tumne nar
Singh ka awtar rup liya
Aaj kaha utar do
Jo tumne kans
Ko vidhwans kiya tha
Aaj kaha utar do
Jo tumne meera
Ke vish patar mein
Amarat bhara tha
Aaj kaha utar do
Swarg narak tumhare rup se
Dolenge nahi parbhu
Mere parshan utar do
He pathar tum utar do
Utar do utar do.

More songs lyrics from Baba Taraknath.