Kamjaraf Lyrics

"Kamjaraf" lyrics from Journey Bombay To Goa: Laughter Unlimited sung by shabab sabri, shehla burney and music directed by ravi meet and composed by ravi meet and lyrics written by shabbir ahmed

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kamjaraf Lyrics


Sahra sahra ishq firaye
Diwaro se sar takraye
Sahra sahra ishq firaye
Diwaro se sar takraye
Dar dar ki ye thokar khaye
Ishq kisi ko ras na aye
Ishq misale barf hai
Kamjarf kamjarf
Jarf kamjarf jarf jarf
Kamjarf hai kamjarf hai
Ye ishl bada kamjarf hai
Kamjarf hai kamjarf hai
Ye ishl bada kamjarf hai
Sahra sahra ishq firaye
Diwaro se sar takraye
Dar dar ki yethokar khaye
Ishq kisi ke ras na aye
Ishq misale barf hai
Kamjarf jarf jarf kamjarf jarf jarf
Kamjarf jarf jarf
Kamjarf jarf jarf kamjarf jarf jarf
Kamjarf hai kamjarf hai ye
Ishq bada kamjarf hai

Ishq nikamma ishq hai awara
Ishq ne chalte tufa me dhara
Ishq nikamma ishq hai awara
Ishq ne chalte tufa me dhara
Ishq ke palle jo bhi pad jaye
Jite ji wo aashik mar jaye
Ishq me jalta harf hai
Kamjarf jarf jarf kamjarf jarf jarf
Kamjarf jarf jarf
Kamjarf jarf jarf kamjarf jarf jarf
Kamjarf hai kamjarf hai
Ye ishq bada kamjarf hai

Ishq ka jadu sar chad ke bole
Rag rag me ek jahar sa ye ghole
Ishq ka jadu sar chad ke bole
Rag rag me ek jahar sa ye ghole
Ishq se dil me aag si bhar jaye
Khud se ye begana kar jaye
Ankho me to jaa sarf hai
Kamjarf jarf jarf kamjarf jarf jarf
Kamjarf jarf jarf
Kamjarf jarf jarf kamjarf jarf jarf
Kamjarf hai kamjarf hai
Ye ishq bada kamjarf hai
Kamjarf hai kamjarf hai
Ye ishq bada kamjarf hai
Kamjarf hai kamjarf hai
Ye ishq bada kamjarf hai
Kamjarf hai kamjarf hai
Ye ishq bada kamjarf hai.

More songs lyrics from Journey Bombay To Goa: Laughter Unlimited.