Kaliyon Jaisa Rang Shagufta Lyrics

"Kaliyon Jaisa Rang Shagufta" lyrics from Naqoosh sung by pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kaliyon Jaisa Rang Shagufta Lyrics


Kaliyon jaisa rang shagufta
Phool jaisi kaaya hai
Kaliyon jaisa rang shagufta
Phool jaisi kaaya hai
Neende ud gayi sab logon ki
Neende ud gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hai
Jab se woh shehar mein aaya hai
Kaliyon jaisa rang shagufta

Usake chehre ki narmi se
Phul javani maange
Usaki roshan aankhon se
Raate bhi kahani maange
Chalane ka andaaj hai woh
Mauje bhi rawaani maange
Sab ki aankhon mein woh rangin
Sapana bankar chhaaya hai
Neende ud gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hai
Jab se woh shehar mein aaya hai
Kaliyon jaisa rang shagufta

Logon ka toh kaam hai yeh
Sholo ko hawa dete hain
Chhoti chhoti baato ka
Afsaana bana dete hain
Woh jis raste se bhee gujare
Usako sada dete hain
Woh ghar se kam hi nikale
Yeh hamne use samjhaaya hai
Neende ud gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hai
Jab se woh shehar mein aaya hai
Kaliyon jaisa rang shagufta

Mere haatho mein hai jaise
Usake haatho ki khushbu
Meri tanhaayi mein jaise
Usaki baato ki khushbu
Mere shero mein hai jaise
Usaki saanso ki khushbu
Usake liye hain ghajale najame
Shayar jisane banaaya hai
Neende ud gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hai
Jab se woh shehar mein aaya hai
Kaliyon jaisa rang shagufta
Phool jaisi kaaya hai
Neende ud gayi sab logon ki
Neende ud gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hai
Jab se woh shehar mein aaya hai
Kaliyon jaisa rang shagufta
Kaliyon jaisa rang shagufta.

More songs lyrics from Naqoosh.