Kal Ki Baat Hai Lyrics

"Kal Ki Baat Hai" lyrics from Alibaba Aur 40 Chor sung by shaan, sunidhi chauhan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Kal Ki Baat Hai Lyrics


Kal ki baat hai tumse hum mile
Lo bana gaya fasana
Kyaa hai sochana
Kyaa hain dekhana
Bas ho gaya deewana
Gama pa pa maga ma ma re..
Regama ma ma…
Dil ne jo kaha humne sun liya
Bas ho gayi deewani
Sun be mahiya sunle saajhana
Dil de diya nishani
Gama pa pa maga ma ma re..
Regama ma ma…

Hum yaha dekhe hum wahan dekhe
Har taraf tum ho hum jahan dekhe
Kyaa sama dekhe kyaa bhala soche
Tum paas ho mere ab aur kyaa dekhe
Kal ki baat hai tumse hum mile
Lo bana gaya fasana
Kyaa hai sochana
Kyaa hain dekhana
Bas ho gaya deewana

Pyaar ki kasamein achhi lagati hain
Pyaar ke waadein achhe lagate hain
Pyaar ki baatein achhi lagati hain
Pyaar ke lamhein achhe lagate hain
Tum ne jo kahan humne sun liya
Bas ho gayi deewani
Sun be mahiya sunle saajhana
Dil de diya nishani
Gama pa pa maga ma ma re..
Regama ma ma…

Kal ki baat hai tumse hum mile
Lo bana gaya fasana
Kyaa hai sochana
Kyaa hain dekhana
Bas ho gaya deewana.

More songs lyrics from Alibaba Aur 40 Chor.