Kaisi Yeh Shaam Lyrics

"Kaisi Yeh Shaam" lyrics from Meerabai Not Out sung by kunal ganjawala and music directed by sandesh shandilya and composed by sandesh shandilya and lyrics written by irfan siddique, r.n. dubey, soumik sen

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kaisi Yeh Shaam Lyrics


Na na na na na na na……….

Kuchh kehane ko, hota hai dil bekaraar
Kuchh sunane ko, hota hai dil bekaraar
Kaisi yeh sham aa gayi, ke teri yaad aa gayi
Lamhe hai yeh pyar ke, deewaane hum yaar ke
Aao na, aao na, aao na

Yeh chaand yeh chaandani, tere bina kuchh nahi
Kaise rahunga bata, hoke tera ajanabi
Hoke tera ajanabi
Kaisi yeh shyaam aa gayi, ke teri yaad aa gayi
Aao na, aao na, aao na
Na na na na na na na……….
Aao na, aao na…. Na na na na na na na…..
Aankhon mein hai tera ghum, saanso mein chaahat teri
Kaise kahu hai mujhe, kitni jarurat teri
Kitni jarurat teri
Kaisi yeh shyaam aa gayi, ke teri yaad aa gayi
Aao na, aao na, aao na
Na na na na na na na…. Kuchh kehane ko aao
Na na na na na na na…. Aao na, aao na, aao na.

More songs lyrics from Meerabai Not Out.