Kaise Katengi Ratiyan Lyrics

"Kaise Katengi Ratiyan" lyrics from Mamata Ki Chhaon Mein sung by bhushan mehta, jolly mukherjee and music directed by kishore kumar and composed by kishore kumar and lyrics written by hasrat jaipuri, kishore kumar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kaise Katengi Ratiyan Lyrics


Kaise katengi ratiyan
Oo kaise katengi ratiyan
Hum yahaan tum wahaan
Dhak dhak dhadke chhatiyaan
O dhak dhak dhadke chhatiyaan
Hum yahaan tum wahaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan

Gora gora mukhda khidaki se jhanke
Gora gora mukhda khidaki se jhanke
Chhup jaaye halki si jhalki dikha ke
Jhalki dikha ke
Kaise banegi battiyaan
Kaise banegi battiyaan
Hum yahaan tum wahaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan

Ik ik pal jaise ek jug jaaye
Koi kabhi uska sandeshva na laaye
Koi kabhi uska sandeshva na laaye
Andeshva na laaye
Kaise bataun battiyaan
Kaise bataun battiyaan
Hum yahaan tum wahaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan.

More songs lyrics from Mamata Ki Chhaon Mein.