Kahiye Kaisa Mizaj Hai Aapka Lyrics

"Kahiye Kaisa Mizaj Hai Aapka" lyrics from Salaam Memsaab sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by asad bhopali

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Kahiye Kaisa Mizaj Hai Aapka Lyrics


Kahiye kaisa mijaaz hai aapka
Hamse kya wasta hai janab ka
Are are aap aap to bigadne lage
Nahi nahi aapko samjhne lage
Kahiye kaisa mijaaz hai aapka
Hamse kya wasta hai janab ka
Are are aap aap to bigadne lage
Nahi nahi aapko samjhne lage
Kahiye kaisa mijaaz hai aapka

Jis din se pyar hua dil bekarar hua
Jina duswar hua teri kasam
Jis din se pyar hua dil bekarar hua
Jina duswar hua teri kasam
Yu na sataya karo dil na jalaya karo
Kasme na khaya karo juthe sanam
Tera deewana hu teri kasam
Kya bharosha hai mardo ki jat ka
Kahiye kaisa mijaaz hai aapka
Hamse kya wasta hai janab ka
Are are aap aap to bigadne lage
Nahi nahi aapko samjhne lage
Kahiye kaisa mijaaz hai aapka

Najro ne jan liya dil ne pahchan liya
Lo hamne man liya apna tumhe
Najro ne jan liya dil ne pahchan liya
Lo hamne man liya apna tumhe
Muskil se bat bani
Dil ko bas hai ye khushi
Tumne samjha to sahi apna hame
Dekho ji dekho aise na dekho hame
Sara jhagda tha isi bat ka
Kahiye kaisa mijaaz hai aapka
Hamse kya wasta hai janab ka
Are are aap aap to bigadne lage
Nahi nahi aapko samjhne lage
Kahiye kaisa mijaaz hai aapka

Ye rut ye pyara shama
Dil ki duniya hai jawa
Ye bate roz kaha jane wafa
Ye rut ye pyara shama
Dil ki duniya hai jawa
Ye bate roz kaha jane wafa
Aise me dil bhi mera
Masti me jhum utha
Halka halka sa nasha chane laga
Ab zindagi ka maja aane laga
Hamse kya wasta hai janab ka
Are are aap aap to bigadne lage
Nahi nahi aapko samjhne lage
Kahiye kaisa mijaaz hai aapka
Hamse kya wasta hai janab ka.

More songs lyrics from Salaam Memsaab.