Kahin Tu Who To Nahin Lyrics

"Kahin Tu Who To Nahin" lyrics from Gunahon Ka Devta sung by kavita krishnamurthy, shabbir kumar and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Kahin Tu Who To Nahin Lyrics


Hey aa na kaha jata hain
Ladka hokar ladki se
Sarmata hain aa na
Dekh ke mera jalwa
Duniya jhuk jati hain
Dekh ke mera jalwa
Duniya jhuk jati hain
Aa meri baho mein
Tujhko saram kyu aati hain
Aa meri baho mein
Tujhko saram kyu aati hain
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin

Har aane jane wale se
Har aane jane wale se
Tu ankh ladati hain
Har aane jane wale se
Tu ankh ladati hain
Gali mein dekhke
Ladka gale pad jati hain
Gali mein dekhke
Ladka gale pad jati hain
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin

Haye nikalo dil ki hasrat sari nikalo
Jaisa main kahti hoon bas waisa hi kar dalo
Haye nikalo dil ki hasrat sari nikalo
Jaisa main kahti hoon bas waisa hi kar dalo
Aj ye mauka chod diya to kal na ayega
Aisa maja tu yar mere kabhi na payega
Hum to dharam karam wale hain
Aji hum to dharam karam wale hain
Tu hai besaram
Hum to dharam karam wale hain
Tu hai besaram
Tu se achhi ghar
Mere jhadu lagati hain
Tu se achhi ghar
Mere jhadu lagati hain
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin

Chhed chhad se ye
Ya to pyar se hum karte hasil
Tu to hatheli par
Lekar dene ayi hain dil
Rakho chupake to
Mangenge paw padenge log
Tum aurat ho laz
Saram se thanda kar oye rog
Are chhod ke ye
Medan kyu jate ho yar
Lagiu lagayi aag
Yuhi thandi phir jati hain
Khud hi bhujale
Khud hi bujhale
Aag jo tujhko bahut sata ti hain
Khud hi bujhale
Aag jo tujhko bahut sata ti hain

Gali mein dekhke
Ladka gale pad jati hain
Gali mein dekhke
Ladka gale pad jati hain
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin

Dekh ke mera jalwa
Duniya jhuk jati hain
Dekh ke mera jalwa
Duniya jhuk jati hain
Aa meri baho mein
Tujhko saram kyu aati hain
Aa meri baho mein
Tujhko saram kyu aati hain
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin
Kahin tu woh to nahin.

More songs lyrics from Gunahon Ka Devta.