Kahin Na Kahin Lyrics

"Kahin Na Kahin" lyrics from Jane Jan Sun sung by ali haider

Singer(s):

Kahin Na Kahin Lyrics


Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi…

Dheemi dheemi baarish mein
Mausam bheega bheega rahe
Dheemi dheemi baarish mein
Mausam bheega bheega rahe
Beiganey se rastey mein
Chand bhi masti mein rahe
Chand bhi masti mein rahe
Chand bhi masti mein rahe
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi…

Baadalon ke saaye mein
Chehra tera khila rahe
Baadalon ke saaye mein
Chehra tera khila rahe
Sur taalon ke jadu mein,
Tera mera saath rahe
Tera mera saath rahe
Tera mera saath rahe
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki pooja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi…

More songs lyrics from Jane Jan Sun.