Kahin Dekha Na Shabab Aisa Lyrics

"Kahin Dekha Na Shabab Aisa" lyrics from Farishta Ya Qatil sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):

Kahin Dekha Na Shabab Aisa Lyrics


Kahi dekha na kahi dekha na
Dekha sabab aisa
Kahi dekha na baagi sabab aisa
Tera phatar sa dil aur najare katil
Tera phatar sa dil aur najare katil
Par chehra gulab jaisa
Haye haye samjho na
Mujhe samjho na
Samjho janab aisa
Mai to shola hu shola gulab kaisa
Pass jo aaoge, khak ho jaoge
Pass jo aaoge, khak ho jaoge
Laga mera jabab kaisa,ja are ja
Kahi dekha na kahi dekha na
Dekha sabab aisa
Kahi dekha na baagi sabab aisa

Ye kamar ye najar
Ye kamar ye najar
Ye umar ye lahar
Katil ye surat suhani, suhani
Logi meri jaan jaani
Are ye hawas ye chubhan
Ye hawas ye sudan
Ye nasha ho hiran
Badke jo meri jawani deewani
Ho jaye phatar bhi paani
Ye akad wah re wah
Ye akad wah re wah
Dekho dekho jara chori mare
Ruvaab kaise
Samjo na
Mujhe samjho na
Samjho janab aisa
Mai to shola hu shola gulab kaisa

Ye lachak ye khanak
Ye lachak ye khanak
Ye chamak ye dhamak
Shole si dahaki jawani o rani
Pi jaunga ker ke paani
Aah besharm bejulm
Besharm bejulm
Ye sitam ye bharam
Tutegi ye badgumani purani
Tu kya kare aag pani
Mujhe yu chedo na
Mujhe yu chedo na
Varna jayegi jaan
Hoga khana kharab aisa, ja re ja
Kahi dekha na dekha sabab aisa
Kahi dekha na baagi sababa aisa
Tera phatar sa dil aur najare katil
Tera phatar sa dil aur najare katil
Par chehra gulab jaisa
Haye haye, samjho na
Mujhe samjho na
Samjho janab aisa
Mai to shola hu, shola gulab kaisa.

More songs lyrics from Farishta Ya Qatil.