Kahin Bin Aag Jaley Lyrics

"Kahin Bin Aag Jaley" lyrics from Baghi sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kahin Bin Aag Jaley Lyrics


Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana

Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Bheegi bheegi raaten
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana

Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Marne ka armaan
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana.

More songs lyrics from Baghi.