Kahe Sharmaye Gori Lyrics

"Kahe Sharmaye Gori" lyrics from Bandi sung by asha bhosle and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by ravi shankar sharma (ravi)

Singer(s):
Music Director(s):

Kahe Sharmaye Gori Lyrics


Kahe sharmaye
Gori din ye suhana hai
Aaj nahi to kal
Piya ghar jana hai
Kahe sharmaye
Gori din ye suhana hai
Aaj nahi to kal
Piya ghar jana hai
Aaj nahi to kal
Piya ghar jana hai

Chod ke ab ye char diwari
Piya ghar jane ki karle tyari
Chod ke ab ye char diwari
Piya ghar jane ki karle tyari
Itna guman karo na meri pyari
Aaj iski bari to kal teri bari
Itna guman karo na meri pyari
Aaj iski bari to kal teri bari
Jiwan me ek bar to
Ye din aana hai
Aaj nahi to kal
Piya ghar jana hai
Aaj nahi to kal
Piya ghar jana hai
Kahe sharmaye
Gori din ye suhana hai
Aaj nahi to kal
Piya ghar jana hai
Aaj nahi to kal
Piya ghar jana hai

Ghunghat me chand
Sa mukhda chupaye
Bathi hai gori dekho
Naina jhukaye
Ghunghat me chand
Sa mukhda chupaye
Bathi hai gori
Dekho naina jhukaye
Yad abhi se kisi ki sataye
Ha ye sakhiyo se kaise bataye
Yad abhi se kisi ki sataye
Ha ye sakhiyo se kaise bataye
Piya se milne ko dil diwana hai
Piya se milne ko dil diwana hai
Aaj nahi to kal piya ghar jana hai
Aaj nahi to kal piya ghar jana hai
Kahe sharmaye
Gori din ye suhana hai
Aaj nahi to kal piya ghar jana hai
Aaj nahi to kal piya ghar jana hai.

More songs lyrics from Bandi.