Kahe Bindiya Lagai Lyrics

"Kahe Bindiya Lagai" lyrics from Sharada sung by anuradha paudwal, mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Kahe Bindiya Lagai Lyrics


Kahe bindiya lagai
Maine nindiya gawai
Kahe bindiya lagai
Maine nindiya gawai
Piya ko pasand nahi aayi
Piya ko pasand nahi aayi

Maine rup ki rani teri kadar na jani
Rup ki rani teri kadar na jani
Mai hu bada saudayi
Mai hu bada saudayi

Kahe jhuk jhuk jaye ambua ki dali
Jane na bagiya ka mali
Jane na bagiya ka mali
Haye re is dunia ke dastur nirale
Is dunia ke dastur nirale
Preet ki reet nirali
Preet ki reet nirali
O saiya chodo
Bahane roke parwat rashta
Rukti nahi purwayi
Rukti nahi purwayi

Kahe chup chup
Rahta mai tumse na kahta
Dil me agar kuch hota
Dil me agar kuch hota
Aata thoda sa mohe koi jadu nigoda
Mohe koi jadu nigoda
Tumpe asar kuch hota
Tumpe asar kuch hota
Mai jab jab dekha tujhe tab tab dil me
Pyar ne li angdayi
Pyar ne li angdayi
Kahe bindiya lagai
Maine nindiya gawai
Piya ko pasand nahi aayi
Piya ko pasand nahi aayi
Mai hu bada saudayi
Piya ko pasand nahi aayi
Mai hu bada saudayi.

More songs lyrics from Sharada.