Kahata Hai Ye Jahaan Lyrics

"Kahata Hai Ye Jahaan" lyrics from Imtihaan sung by anil sharma and music directed by anil sharma and composed by anil sharma and lyrics written by anil sharma

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kahata Hai Ye Jahaan Lyrics


Kahata hai ye jahaan ke
Mohabbat gunaah hai
Kahata hai ye jahaan ke
Mohabbat gunaah hai
Phir bhi mujhe tumse
Phir bhi mujhe tumse
Mohabbat bepanaah hai
Kahata hai ye jahaan ke
Mohabbat gunaah hai

Tohin karna ishq ki
Karke mujhe rushwa
Tohin karna ishq ki
Karke mujhe rushwa
Rakhna khayaal mujhpe
Khuda ki nigaah hai
Rakhna khayaal mujhpe
Khuda ki nigaah hai
Phir bhi mujhe tumse
Mohabbat bepanaah hai
Kahata hai ye jahaan ke
Mohabbat gunaah hai

Guzra huaa lamha kabhi
Lauta nahin karta
Guzra huaa lamha kabhi
Lauta nahin karta
Jaane na de ye waqt ko
Sab ki salaah hai
Jaane na de ye waqt ko
Sab ki salaah hai
Phir bhi mujhe tumse
Mohabbat bepanaah hai
Kahata hai ye jahaan ke
Mohabbat gunaah hai

Katta nahin lamba safar
Ab bin sahare ke
Katta nahin lamba safar
Ab bin sahare ke
Kisko banaye hum safar
Suni si raah hai
Kisko banaye hum safar
Suni si raah hai
Phir bhi mujhe tumse
Mohabbat bepanaah hai
Kahata hai ye jahaan ke
Mohabbat gunaah hai

Ghairon se gar zakhm mile
Koi gilaa nahin
Ghairon se gar zakhm mile
Koi gilaa nahin
Apne jo zakhm de to
Mohabbat dawa hai
Apne jo zakhm de to
Mohabbat dawa hai
Phir bhi mujhe tumse
Mohabbat bepanaah hai
Kahata hai ye jahaan ke
Mohabbat gunaah hai.

More songs lyrics from Imtihaan.