Kahani Badi Suhani Hai Lyrics

"Kahani Badi Suhani Hai" lyrics from Sati Naag Kanya sung by mohammed rafi and music directed by s. n. tripathi and composed by s. n. tripathi and lyrics written by saraswati kumar deepak

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kahani Badi Suhani Hai Lyrics


Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

Sone ke palna mein lalna jhulaye
Sone ke palna mein lalna jhulaye
Mayya sunaye re loriya
Naino ke tare ram lakhan ne
Pakdi hai resham ki doriya
Dev lok se phool baraste
Gunji mangal vani hai
Gunji mangal vani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

In nanhe munne hatho me
Nanhe nanhe teer kaman
Sikh rahe veero ki vidya
Sikha rahe furu chatur sujan
In teero se aaj nahi to
Kal parithvi sukh pani hai
Janak puri me ho gaya lakshmi ka awtar
Hui jawan janki gunj uthi jaikar
Siya ki gunj uthi jaikar
Ye janak ki lali leke mala chali sathi pane
Raghu ke charno mein pooja sajane
Shiv ka dhanush todne wale ko
Mala pahnani hai
Maryada purushotam parbhu ki
Siya bani maharani hai
Siya bani maharani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

Honhar ki lila chale na honhar ki lila
Kaha tilak ho saka ram ka
Mata ne war mange
Nagri me cha gayi udashi bhagya bhumi ke jage
Chale ram banwas chale ram banwas
Reet raghukul raksha ki thani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

Jab sota sansar jagta
Jati kuti ke dhwar
Jagta jati kuti ke dhwar
Asli tapasya me lakshaman ne
Barah baras bitaye
Barahm charay wart ka palan karke
Man ke deep jalaye
Amar sadhna aisi jiska kahi na milta par
Jiska kahi na milta par
Bhawna bhari kahani hai sadhna bhari kahani hai
Raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
Kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

Maya ka marig panchwati me
Jabhi uchalta aaya
Kaha siya ne piya hiran ye sone ka man bhaya
Gaye kuti ko chhod ram ji gaye kuti ko chhod
Gaye kuti ko chhod siya ne tab ye suni duhai
He lakshman he siya
Lakshman ko sita ne bheja man hi man uklai
Besh badal kar rawan ne apni kholi failai
Biksham dehe biksham dehe
Biksham dehe dware alakh jagau
Bandhi hui biksha lene ko
Kaise bhitar aau mai dware alakh jagau
Parithwo ke palak ki patni
Chura chala abhimani hai
Phul patiya ped puchte
Kaha ram ki rani hai
Kaha ram ki rani hai
Kaha ram ki rani hai
Gagan gali me lali janak ki rat ti thi hairan
Rat ti thi hairan
Ram he ram ram he ram
Kaha ho mere swami ram
Kaha ho antaryami ram
Ram he ram.

More songs lyrics from Sati Naag Kanya.